ISHQ DA MAARA LYRICS – Kuch Kuch Locha Hai (2015)

Ishq Da Maara Lyrics Sung by Jubin Nautiyal from Hindi movie Kuch Kuch Locha Hai (2015) is Romantic hindi Song. Ishq Da Maara Lyrics are Written by Amjad-Nadeem and music Given by Amjad-Nadeem.

Ishq Da Maara Song Details:

Singer: Jubin Nautiyal
Album: Kuch Kuch Locha Hai (2015)
Lyricist: Amjad-Nadeem
Music: Amjad-Nadeem
Language: Hindi
Music Label: Zee Music Company

Ishq Da Maara Lyrics

Laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne
Woh.. laakh bachaaye naina humne
Rok na paaye naina apne

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2)

Wo…
Tera chehra dekhun Khuda mein
Tera chehra dekhun Khuda mein
Tu hai dil mein, tu hai duaa mein
Tujhme kahin kho jaaun
Main bas tera ho jaaun

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon

Zidd na chhode dil jazbaati
Zidd na chhode dil jazbaati
Soche tujhko ab din raati
Tere hi sadke jaaye
Bin tere naa reh paaye

Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan
Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon
Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2)

Ishq Da Maara Lyrics Written By:
Amjad-Nadeem

Written by Mp3SongsLyrics